0
comments
ye to haalaton ka kamaal hai........meri tanhai ka kuch aisa hi sama hai.................dil ki baat bata nhi sakte...........to hum shayari se karte bayan hai............
na chuno ye ajnabi raaste..............kho jaoge aur na reh paoge azad.........itne thak jaoge ki glucon-d bhi kuch na kar payegi.......hum kyun time waste kare.....kyun kare tumhe yaad................
aankhon se rote to unhe aansu bhi dikh jate...............pyar se unhe batate to saajan tumhre liye bik bhi jate...........
tum agar kho gaye to gumshuda talash office mein jayenge..............saath mein photo bhi le jayenge.........agar photo nhi hogi to kisi joker ka hi poster raaston par lagwayenge...............
ye dil mein lagi chingari hai........jane kab aag ban jaye..............na aana kabhi bhi is dil ke itne paas.............jab tum na saamne ho to toota hua khwab ban jaye.........
aisi chahat humne bhi ki hai...............aur chahat mein koi khoya bhi hai...............aata hai wo hamare khwabon mein......aur aakar roya bhi hai............
humne aisi hi chah ki hai.............humne aisi hi raah chuni hai..............sagar hai ishq ka to dubna to padega hi.........saath hai uska to saahi milega hi.............
hum bahut baar ikraar kar chuke hain.............unke inkaar par bhi aitbaar kar chuke hain..............ab dosti kaise kare pata nhi...............tanhai ko hi hum sweekar kar chuke hain..........
humne chahat ko dekh liya hai............us raah se hum guzar gaye hain..............sachcha pyar mila to zindagi par aitbaar kiya hai..............ab pyar na karenge kyunki hum sudhar gaye hain..............
mera dil ek ghar hai............ye pyar se bana pariwaar hain............hotel mein to kabhi kabhi celebrate hota hai..............ye aisa ghar hai jahan har din ek naya tyohaar hai...............
ehsaas se aur jazbaat se khelte hain...........sapno ke sagar ko udhelte hain...............jee rahe hain hamare bina wo..........par yaadon mein aakar hamari chot ko kuredte hain...............
in sab se hi to aasman hai.........mushkilen paar kare wohi to insan hai..................fikr nhi hame kisi ki bhi.............unme hi khoye rehte hain jin mein basi hamari jaan hai...............
aise rishte nibhane ki baatein bahut suni hai..................unki yaadon mein nahut raaten buni hai.......saans tak saath nibhane ki baat karte ho...............pehle drugs to chhodo jo tumne bina bataye chuni hai..........................
hamari khwahish to unke dil mein utar jana hai...............sapna hai ki ek pyar sa jahan sajana hai................kismat to roshan ho jaye hamari par kya kare bada zaalim zamana hai................
dil mein to jagah unhone di thi.........saath jine ki kasmen bhi khayi thi..................duniy a ka dastoor hi aisa hai............... pyar ki sabhi kahaniyan..........duniya ki satayi thi................
sab to mohabbat ki chot khaye huye hain...............hum bhi to mohabbat ke sataye huye hain................pehle haste the hum tanhayi par...............ab usi tanhayi ko dil mein sajaye huye hain..................

